How to Get Free Domain Name

How to Get Free Domain Name

Welcome friends, agar aapko koi project ya assignment ke liye website banana hai ya aap Web Designing mein beginner hai toh aur aapko koi domain chaiyea ho jis par aap testing kar sake toh Iss post mein Main aapko batayunga ki aap kaise free me domain le sakte hai. Agar aap sirf 20 Ruppes mein Web hosting buy karna chate hai toh yeah artical jaroor dekha - "Buy Cheapest Web Hosting in ₹20"
Yeaha par aap unlimited domain name buy kar sakte hai isme koi limit nahi hai ki aap ek time par 1 ya 2 domain he book kar sakte hain. Sabse pehle aap ko freenom.com website par jana hoga. Iss par Google ya facebook account se sign in kar sakte hain ya phir account create kar sakte hain. Isske bad kuch steps follow kare:-
Step 1: Dropdown menu se "services" option par click karke "Register a New Domain" ko select kare.
Step 2: aapko jo domain chaiyea hain oushe enter kare aur "Check Availability" par click kare.
Step 3: Yeaha par aapko 5 free domain mil jayanage:-

  • .tk
  • .ga
  • .cf
  • .ml
  • .gq
Aap kise bhi domain ko select kar sakte hain.
Step 4: Ab aap checkout par click kar de.
Step 5: Ab select kare ki aapko yeah domain kitne time ke liya chaiyea hain. Aap isko 1 year ke liye free mein book kar sakte hain isske bad aapko pay karna hoga.
Step 6: Terms & Condition ko accept kare.
Ab aapka order complete ho gaya hain. isko aap apni blogger mein bhi use kar sakte hain. Agar aapko 1 year bad bhi isshe use karne chate hai toh aap pay karke isko buy kar sakte hain. Freenom par aapko high quality domain bhi milte hain jo baki sabhe website se cheap price me milte hain.

Other Posts :-

India's Best Web Hosting in Rs. 40

How to Get Free Domain Name

How to Get Free and Unlimited Web Hosting

What is VPN ? How does VPN Works ?

Post a Comment