How to Change Drive Icon of Pen Drive

How to Change Drive Icon of Pen Drive

Welcome Friends, Iss post me ham aapko bhot he intresting trick batayange. Aap dekhta hai jab bhi aap apne computer me pendrive, memory card, hard disk etc... connect karte hai toh aapko default icon dekhta hai. Agar aap us icon ko apni Image ya logo se replace karna chate hai toh ham Iss post me batayange ki aap yeah kaise kar payange.

Aap koi ek image select kar le jo aap Icon par set karna chate hai. ham aapko recommended karte hai ki image square shape me ho toh better hoga. Ab aap kuch steps follow kare Icon set karne ke liye:-
Step 1: Iss image ko paint me open kare.
Step 2: Ab "Save as" par click kar "BMP Picture" ko select kare.
Step 3: Save type as mein aapko "24-bit Bitmap" ko select kare aur save par click kare.

Step 3: Ab aap notepad ko open kare aur type kare:-
[autorun]
icon = filename.bmp
Yeaha aapko filename mein image ka correct name dena hai.
Step 4: Iss file ko save karne ke liye "Save as" par click kare.
Step 5: File name mein "autorun.inf" enter kare.
Step 6: Save type as mein "All Files" ko select kare
Step 7: Last mein ab aap Save par click kar de.

Ab aap apni Storage device ko Eject kar phir se insert kare. aapko apni device par icon show hone lagaga.

Other Posts:-

USB Details: Versions and Connnectors

USB Full Details: Connectors

USB Full Details: Versions

How to Change Drive Icon of Pen Drive

Post a Comment