How to Merge Hard Disk Partition

How to Merge Hard Disk Partition

Namaskar Dosto, Previous post mein hamne aapko bataya tha ki aap kaise Hard disk ka Partitions create kar sakte hai. Iss post me ham aapko batayange ki Agar aap apni Hard Disk ke partitions ko merge karna chate hai toh aap kaise karange. Yeah method sirf tab he work karagi jab aapne pehle us Disk ka partition create kara ho. Kuch simple Steps ko follow kare aur aap ye kar payange. :-




Step 1: "Disk Management" ko open kare.
Step 2: Ab aap us disk ko select kare jis se aapne partition create kara tha.


Step 3: In this case ham Local disk C ko select kar rahe hai. aap us disk ko select kare jis se aapne partition create kiya tha.
Step 4: Right Click kar "Extend Volume" par click kare.
Extend Volume Wizard ka Interface Iss tarah ka hoga.

Step 5: Iss dialog box mein Disk ko select kare jis ko merge karna hai.
Step 6: Aur phir Disk ki size enter kar Next par Click kare.
Step 7: At the end Finish par click kare.

Iss tarah se aap apne Hard Disk ki partitions ko merge kar sakte hai.


Other Posts:-

How To Show Wifi Password In Windows




Post a Comment