How to Make Partition Of Hard Disk

How to Make Partition Of Hard Disk


Welcome Friends, Yeah Post un sabhi ke liye ha jinko apne Computer mein Hard Disk ka Partition create karna chate hai. Partition ki help se aap apni files ko easily manage kar sakte hai. Mostly Computers me aapko default sirf 1 Partition diya jata he jis wajah se aapko apni sari files ko ek sath store karna padta hai. Par kuch aasan Steps follow kar aap jitne Chahe Partition create kar sakte hai:-




Step 1: Sabse pehle search box mein jakar "Disk Management" search kare aur open kare.
Step 2: Yeaha aapko apni sari partition mil jayange.
Step 3: Ab us disk ko select kare jiske partition create karna ha.
Step 4: Right click kare aur "Shrink Volume" par click kare.
Step 5: Dialog box me enter kare aapko kitne space chahiye hai (Magabytes mein)
Step 6: Niche aapko free space milaga jis par right click kare aur "New Simple Volume" ko select kare.
Step 7: Next dialog box me Partition ki size enter kare.
Step 8: Phir drive letter select kare.
Step 9: Sabhi ka bad information check karle aur "Create" ko select kare.
Step 10: Hard Disk Partition create ho jayaga.


Agar Aap Apni Drive ka letter change karna chate hai toh Right Click kar "Change Drive Letter and Paths..." Option ko selcet kare. Phir ek dialog open hoga. Iss box mein aap Drive ka Letter Change Kar sakte hai.


Other Posts:-

How To Show Wifi Password In Windows





Post a Comment